Wo pagal sa deewana sa larka!!!
rooth tha hain thu aise jaise koi dushman
jab chahte hain thu aise jise apni jaan
basss….
Uski yahi ada hamein karti hain ghayal
Wo pagal sa deewana sa larka
Gee chahta hain poojte raho usko
Wo hee hain mere saab kuch
Ya raab usein rakhna sada salamat
Wo pagal sa deewana sa larka
Uska roothna,naraz hona,ada dekhana
Hamein aur majboor karta hain pyar karna pe
Magr us sein hain itni si faryad
Maan jaye wo jab b roothe
Wrna hum jab palke jhapkein gein
Thu tapke gein ansu,pir yahi ghazal mehfil mein sunein walein
Smjhein gein hum roo parhe apni dastan suna the suna the
Wo pagal sa deewana sa larka jis ka naam hain MAJID…..

Written by
Fatima Rani
|
|









