Chand lamho ki zindagi hai
Chand lamho ki zindagi hai
Chand lamho ki zindagi hai,
Nafraton se jiya nahi karte,
Lagta hai dushmano se guzarish karni padegi,
Kyunki aap to ab sms kiya nahi karte.
Home | About | Privacy policy | Feedback
|
bringing manglians online |
|
Chand lamho ki zindagi hai
Chand lamho ki zindagi hai,
Nafraton se jiya nahi karte,
Lagta hai dushmano se guzarish karni padegi,
Kyunki aap to ab sms kiya nahi karte.
Lab pai aati hai dua ban k tamanna meri,
zindagi bomb sai ho mehfoz khudaya meri!
Main jo daftar k liye ghar se nikal ker jaon,
Roz marrah ki tarha khair se wapas aaon!
Na koi bomb k dhamakay se uradaye mujh ko,
muft main jaam-e-shahadat na pila de mujh ko!
Jo urdaday mujhay khudkash to doain dunga,
Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,
Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,
Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,
Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Yaaron ki yaari pe shak nahe karte,
Jab hum bol rahe hoon to Bak Bak nahi karte,
tAng karte ho jab hum so rahe hote hen,
Ab hum jAag rahe hen to SmS q nahe karte
Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.