Mujhey tum nazar sey gira to rahy ho
Mujhe Tum Nazar Se, Mehdi Hassan
Mujhey tum nazar sey gira to rahe ho
Mujey tum kabhie bhi bhula na sakogey..
Na jeenay mujhey kiyon yaqeen ho chala hai
Meray payaar ko tum mita na sakogey
Mujhey tum nazar sey
Meri yaad hogi jidhar jaogey tum
Kabhie nagma ban key ..kabie ban key ansoon
Kabhie nagma ban key ..kabie ban key ansoon
Tarapta mujhey har taraf paogey tum
Shama jo jalayee hai meri wafa ney
Bhujana bhi chaho bhuja na sakgey…
Mujhey tum nazar sey..
Kabhie naam baaton main aaya jo mera
Tau bechain ho ho key dil thaam logey
Tau bechain ho ho key dil thaam logey
Nigahon main chayega gham ka andhera
Kisi no jo poocha sabab aansoon ka
Batana bhi chaho bata na sakogey
Mujhey tum nazar sey gira tau raho ho
Mujhey tum kabhie bhi bula na sakogey
Mujhey tum nazar sey.
|
|






