mar bhi jaoon to kahan log bhula daingay
mar bhi jaoon to kahan log bhula daingay
lafz mere ‘ mere hone ki gawahee dain gay
loog thara gaea jis waqt manadi aee
aj paighaam naya zillay_E_lahee dain gay
jhuonka kuch esay thapakte hain guloon k rukhsaar
jaise is baar to paat jhaar see beecha dain gay
hum wo shaab zaad k suraj ki enayat main bhi
apne bachoon ko faqat koor nighaa he dain gay
shair ki cabiyaan ada k hawalay kar ka
thufataan phir unhain maqtul_E_sepahee dain gay
mar bhi jaoon to kahan loog mujhai bhula dain gay
lafz mere mere hone ki gawahee dain gay…………
|
|






