COLLECTIONS OF SOME BEST ASHAARS
Khamosh se tum rehne lage ho,
Intezaar kisika karne lage ho,
Yakinan kisise hui hai mohabbat,
Bina baat ke hi muskurane lage ho.
============ ========= ===
Sitaro ki bhid se churaya hai aapko,
Dil se apna dost banaya hai aapko,
Iss dil ko tutne na dena kabhi…
Kyon ki…Iss dil ke kone mein chupaya hai aapko.
============ ========= ========= ====
Is raat ki tanhai se,
Is dard ki gehrai se,
Ye dil kuch baat ker raha hai,
Samjho in lafzon ki chuban ko,
Koi dil se tumhe yaad ker raha hai.
“I MISS U”
============ ========= ==
Kab Toot jaye kasam hi to hai,
Kab badal jaye nazar hi to hai,
Tum mere Saath ki aadat na dalna,
Kab ***** jaye zindagi to hai.
============ =========
Kuchh to bat hai jo ap hamse kahe nahi sakte,
Kuchh to dard hai jo ap sahe nahi sakte,
Hame itna bhi paraya kar diya,
Jo esi bate hamse kar bhi nahi sakte.
============ ========= ====
udai apkee rulati rahegi,
Yaad apki aati rahegi,
Pal pal jaan jaati rahegi,
Jab tak jism mein he jaan,
Har saans mohabbat nibhati rahegi.
============ ========= ======
Khuda ne jab ishq banaya hoga,
To usne ishq ko khud pe bhi aajmaya hoga,
Jab khuda ne kasam khaya hoga pyaar mein,
Main kehta hu khuda ne bhi 100% dhoka khaya hoga.
|
|






