www.manglavision.com

             bringing manglians online

 

 

 

poetry submited by fatima rani  send us your poetry  poetry submited by malik majid

Category:  Mohobat k Rang

Meri har khushi Tere Nam ho

This item was filled under [ Ghazals, Mohobat k Rang ]

Meri har khushi Tere Nam ho,Teri har Ghami Mere Nam ho,Meri chahton k Mehrban,Meri zindgi Tere Nam ho,Teri har ada pe ho jaon fida,Teri har Nazar ko slam ho,Main Hans k pi loon ga Zehr b,Jo Teray hathon ka jam ho,Sirf aap ki chahat Main ay Dost,Meri umer yon hi Tamam ho.
 
Share/Save

Continue reading...

…:::Tujheishq ho khuda Karay:::…

This item was filled under [ Ghazals, Mohobat k Rang ]

Tujhe ishq ho khuda Karaykoi usko tujh se juda karayteray hont hasna bhool jayeteri ankh num raha karay
to uski baatain kiya karayto uski baatain suna karayto us ko dekh ker ruka karaywo tujhe dekh ker chala karay
tujhe hijar ki Aisy chari lagayto milan ki her pal dua karayto tarpay uske ishq mainwo tujhe bhoolnay ki [...]

Continue reading...

…:::Main Kabhi Na Usko Bhula Saka:::…

This item was filled under [ Bewafae, Mohobat k Rang ]

Jo chala gaya mujhe chor ker
main kabhi na usko bhula saka
wohi duriyaan wohi faslay
main kabhi na unko mita saka
kiya usay bhi mujh say payar tha
ya’n shayad use shaoor tha
wo koi ajeeb sawal tha
jo mere samjh main na a saka
meri zindagi ka sakoon tha wo
mairay dil ka aik junoon tha wo
yahi sochta tha main rat bhar
yahi [...]

Continue reading...

…:::Use Bhool Ja:::…

This item was filled under [ Bewafae, Mohobat k Rang ]

Hama-waqt ranj-o malal kia  jo guzar gaya so guzar gayause yaad ker ke na dil dukha, jo guzar gaya so guzar gaya
Na gila kia, na khafa Howay, yoonhi raastay main juda huwayna tu be-wafa, na main be-wafa, jo guzar gaya so guzar gaya
Woh ghazal ki aik kitaab tha, woh gullon main aik gulaab thazara dair [...]

Continue reading...

Aitbar Tootay To

This item was filled under [ Bewafae, Mohobat k Rang ]

Aitbar Tootay To…!Dard Ki Rut Ka Dil Main Daira Ho jata haiPalkoon Per Ashqoon ka Pehra Ho jata HaiUjlay din main sanwala Andhera ho jata haiAitbar tootay to…!Veerani Deewar-e-jaan main basnay lagty haiChalte chalte dil ki dharkan ruknay lagty haiHasrtoon ki chita main zindagi jalnay lagty haiAetbar tootay to…!Dil ki bunyadoon main Deemak C Lag [...]

Continue reading...

Page 3 of 36«12345678»...Last »