Muhabbat seekh kr krna
Muhabbat seekh kr krna
k bin seekhy muhabbat ka safar dushwar hota hai
Girebaan taar hota hai
Kabhi inkar hota hai
Kabhi iqrar hota hai
Muhabbat seekh kr krna
K bin seekhe muhabbat tu sarabon ki kahani hai
Dukhon ki raj-dhani hai
Jo kal ban jaye ga baadal
Ye dariya ka wo pani hai
Muhabbat seekh ker krna
K bin seekhy muhabbat to azab-a-zindgi thehri
Sharab-a-zindgi thehri
Na [...]




