Woh Lamhe Woh Yaadain
Woh school ki parhai, Woh pyar bhari baatain,
Woh slebus ki tension, Woh exams ki raatain,
Woh canteen ki party, Woh frnds ki latain,
Woh Rothna manana, Woh bunk-mulaqatain,
parposal ki planning may Woh raat ka guzarna, Phir class ki piche ki seat par sona,
Bay-tuki baaton ko serious lena, Woh matlab ki batain hansi [...]




