Faqat aik khowab ki chah main
Faqat aik khowab ki chah main har haqeeqat bhula dee hum nay
ab sochtay hain kyun khud ko yeh saza dee hum nay
dono hee qaid rahay apni an’a kay hisaar main
na us nay murh ke daikha na sada dee hum nay
is umeed pe ke kabhi to shab-e-gham ki bhi sahar ho gee
tamaam umar teeragi main hee [...]




