www.manglavision.com

             bringing manglians online

 

 

 

poetry submited by fatima rani  send us your poetry  poetry submited by malik majid

Category:  Bewafae

Sabse chhupa kar jo wo dard muskura diya…

This item was filled under [ Bewafae, Mohobat k Rang ]

Sabse chhupa kar jo wo dard muskura diya,Usiki hansi ne to aaj mujhe rula diya,
Lehje se uth raha tha har ek dard ka dhuaa,Chehra bata raha tha k sab kuch gawa diya,
Aawaz mein therao tha aankhon mein nami thi,Or keh raha tha k sab kuch bhula diya,
Khud bhi wo humse bichhad kar adhura sa hogaya,Mujhko [...]

Continue reading...

Suno! Naraz na ho humse

This item was filled under [ Bewafae, Ghazals, Mohobat k Rang ]

Suno! Naraz na ho humseSuno na yun door jao mujhsehum Khud wo hain Jin ko,manana bhi nahi aata,Kisi se kabhi hum ne muhabbat Jo nahi ki hai,muhabbat kis tarha hoti hai,Yeh jatana bhi nahin aata hume,
Suno! Naraz na humse,Na koi Phool tum jaisaki mehak uthe humare deed-e-dil Jis ki Khushbo se,Pat jhar ka wo mausam [...]

Continue reading...

Shaam-A- Furqat Dhaley Hum Nahi Chahtey

This item was filled under [ Bewafae, Dosti, Mohobat k Rang, Romantic ]

Shaam-A- Furqat Dhaley Hum Nahi ChahteyGhum Se Fursat Miley Hum Nahi Chahtey
Phir Naya Waar Sehney Ko Taiyar HaiTu Pareshan Rahay Hum Nahi Chahtey
Aaj Ansoo Bahaney Sey Matt RookoAaj Barish Thamey Hum Nahi Chahtey
Hum Teray Baad Ujray Howe Theek HainAb Kahin Dil Lagey Hum Nahi Chahtey
Terey Pekar Ko Hum Dekhtey Hi RahainTu Nazar Sey Hatey Hum [...]

Continue reading...

Phir Kisi Yad Nay Shab Bhar Hay Jagaya Mujh Ko

This item was filled under [ Bewafae, Mohobat k Rang, Romantic ]

Phir Kisi Yad Nay Shab Bhar Hay Jagaya Mujh KoKiya Saza Di Hay Mohabat Nay Khudaya Mujh Ko
Din Ko Aaram Hay Na Rat Ko Hay Chain KabhiJanay Kis Khaak Say Qudrat Nay Banaya Mujh Ko
Dukh To Yeh Hay Keh Zamanay Main Milay Gair sabhiJo Mila Hay Woh Mila Ban K Paraya Mujh Ko
Jab Koi Bhi [...]

Continue reading...

MuHabbat ke anokhe they sabhi andaaz, kya karte?

This item was filled under [ Bewafae, Dosti, Mohobat k Rang, Romantic ]

MuHabbat ke anokhe they sabhi andaaz, kya karte? Rahay hum bhi gurezaaN, aap bhi naaraaz, kya karte?
Sanam tujh se muHabbat ka bhala aaghaz kya karteLaboN per baat ayi, par na thi aawaaz kya karte?
Mire aHbaab kyaa karte, mire gam-saaz kyaa karte?Mujhe jab dard hi tha raas, chaara-saaz kya karte?
Hujoom-e-shehr me hum kho gaye kuch chain [...]

Continue reading...

Page 7 of 22« First...«4567891011»...Last »