Wo mujh par ajab ASAR rakhta hai
Wo mujh par ajab ASAR rakhta hai
Mery ADHOORAY DiL ki khabar rakhta hai
Shayad main usay BHOOL jata magar
Wo YaaD aany k saray HUNAR rakhta hai
Share/Save
Home | About | Privacy policy | Feedback
|
bringing manglians online |
|
Wo mujh par ajab ASAR rakhta hai
Mery ADHOORAY DiL ki khabar rakhta hai
Shayad main usay BHOOL jata magar
Wo YaaD aany k saray HUNAR rakhta hai
Share/Save
Galay say mujh ko laga kar nidhaal rakhta tha
ajeeb shaks tha kaisa kamaal rakhta tha
Kaha jab may nay usay, meri zindagi ho tum
phir us k bad wo sirf apna he hayal rakhta tha
Share/Save
Ager koi tum sy pochy hal hwal kasa hai?
Kesi guzar rahe hai?
Faqt itna keh dena
SUNO…!
Zindagi me gam hai
Gam me maza hai
aur me mazay mai hon…
Share/Save
meri ankhein rakh lo mujey kuch khwab dey do
jis main tumhari jhalak ho aisi sharab de do
chalo choro sari batain ek baat maan jao
meri sari umer ley lo bus ek pal ka saath dey do…
Share/Save
aj rutha huya aik dost bahoot yaad aya
acha guzara hua waqat bahoot yaad aya
jo mara dard ko sena ma chupa lata tha
aj jab dard huya to bahoot yaad aya
Share/Save
|
|